google.com, pub-2607375308869963, DIRECT, f08c47fec0942fa0 Saraiki poetry in urdu:

Header Ads Widget

Responsive Advertisement

Saraiki poetry in urdu:

 Saraiki poetry in urdu:

Friends because people were demanding on google, should be available Saraiki poetry in Urdu,so I will try here some of the poetry of Saraiki that I can

Provide people Saraiki poetry in the Urdu language that people can understand

Saraiki poets expressions.Here it will be difficult but we will try

Best.

 



fiqr ka soraj tolo hota hay sochty sham ho jati hay
khayalon main skoon aaj kal dhondty sham ho  jati hay
un ky bachy sari rat roty hain bhook say soty nahin
jin k kisi k bachon ko khlaty ,bahlatysham ho jati hay

kub to ya dokh dor hon gay kub to ya sans wapis aain gay
polao khali khayalon k pakaty sham ho jati hay
greebon ki doin pata nahin kidhar karty ho(allah say)
mostaqil aanson ki tasbi ko phyrty(Parhty) sham ho jati hay




miry raziq (allah) raayat kar namazon ko rat ka kar dy
jo sham ka khana pora karty sham ho jati hay
main shakir bhook ka mara hon magar hatam (Sakhi) say kam nahin
qalam ki khyrat myry hay , qalam phyrty sham ho jati hay




 

 

Post a Comment

0 Comments