Urdu poetry
pic:
we are providing best "uru pic poetry" in HD images
related images are to poetry topics, which is in sad and love
poetry." poetry pic in urdu"poetry in urdu images".
very sad poetry in urdu images.
mujh ko maloom hay tum badal jao gy ja k pardis main
chahatonki hadon say nikal jao gay ja k pardais main
rakh ho jay ge qurbaton main mahikti zindgi
hijr ki aag main pighal jao gay ja k pardais main
Poetry pic in
urdu:
har kisi say bichar gia hon main
kon dil main mra malal rakhy
shahir hasti ka ajnabi hon main
kon akhir myra khayal rakhy
Poetry in urdu
pics:
dil ko ayk bat kah sonani hai
sari dunya faqat kahani hay
to myre jan dastan tha kabhi
ab tyra nam dastani hay
very sad poetry in urdu images:
aankhon say is lia myry lali nahin jati
yadon say koi rat khali jo nahin jati
ab omr na wo mosom na wo rastyk wo palty
is dil say magar kham khayali nahin jati
mangy to agar jan bhi has k tujhy dy dyn gay
tyree to koi bat tali bhi nahin jati
aay koi aa kar tyre ya dard sambhaly
hum say to ya jageer sambhali nahi jati
maloom hamin bhi hain tyry bahut say qissy
par bat tyree hum say uchali nahin jati
hmarah tyre phool khilati thi dil main
ab sham wohi dard say khali nahi jati
hum jan say jain gain tabhi bat bany gi
tum say to koi rah nikali nahin jati
Best urdu poetry images:
zinda thy jis ki aas pa wo rola gia
bandhan wafa k tor k sary rah chala gia
khod hi ki thi os ny mohabat ki ibtida
hathon main hath dy k khod hi chora gia
kar di jis k liy hum nay zindgi tabah
olta wohi by wafa ki tohmat laga gia
Urdu poetry images:
tyree mohabat mujhy jan say piyari hay
mang k dykho zindgi bhi tomhari hay
badly hain andaz unky kuch is andaz say
ab wo bary andaz say nazar andaz karty hain
trap ay dil tarapny say zara taskeen hoti hay
jodai hamnashinon ki bari gamgeen hoti hay
rotha howa lamha moskoray ga
waqt apna bhi aay ga
jitna oraooj mily utna jhoktyjao
kabhi ziwal nahin aay ga
wo jis ki sans pa tahreer thi hayat apni
osi ka hokm hay ab rabta nahin karna
bicharnay waly ka bharam rakhna
morshid
so ham nay khod ko by wafa likh dia
0 Comments