Wasi shah poetry and about Wasi Shah:
Wasi Shah is a famous man of
Pakistan. His name needs no
Introduction, Because he has done immense and
wonderful
work for Urdu literature.
He wrote plays that were also
awarded. He wrote poetry
that is very popular among young people. He also host various
TV programs. His articles are also published
in various
newspapers and websites.
Wasi Shah birh and educational status:
Wasi Shah was born on January 21,
1973, in
Sargodha, the city of eagles, is
from Punjab, Pakistan.
His educational journey was limited
to B com because he
Inside, a passion for literature led
him in that direction.
Wasi Shah's
Popular plays which he wrote:
Thori si jagah chahia
1.
Ayk
tamana la hasil say
2.
Shikan
3.
Babol
Wasi Shah was also awarded the Best
Drama Award in 2006.
Wasi Shah Popular
Poetry Books:
1.
Aankhin
bheeg jati hain
2.
Mujhay
sandal kar do
Wasi shah
family status and marriage:
Wasi Shah has four children and was
married in 2001
to Sarah Wasi.
Wasi Shah
Poetry:
Barha tojh say kaha tha
Mujhy apna na bana
Ab mujhy chor k dunya main tamasha
na bana
Ayk bat aor paty ki main bataon tujh
ko
Akhrat banti chali jay gee dunya na
bana
Na dykha pay ga to khawab myree
ankhon k
Ab bhi kahta hon mosawar myra chahra
na bana
Wasi Shah Ghazal:
Apny ahsas say cho kar mujhy sandal
kar do
Main k sadyon say odhora hon mokamal
kar do
Na tomhain hosh rahy na mojhay hosh
rahy
Is qadar toot k chaho mujhay pagal
kar do
Tum hatheeli ko myry pyar ki mahndi say
rango
Apni aankhon main myry nam ka kajal
kar do
Is k say main myry khawab dhak uthin
gain
Myry chahry pa chamakta howa aanchal
kar do
Dhoop hi dhoop hon main,toot k barso
mujh par
Is qadar barso myree roh main jal
thal kar do
Jysy sahraon main har sham hawa
chalti hay
Is tarah mujh main chalo thal kar do
Tom chopa lo myra dil ot main apny
dil ki
Aor mujhy myree nigahon say bhi
ojhal kar do
Masala hon to nigahin na chorao mujh
say
Apni chahat say tawaja say mujhy hal
kar do
Apny gham say kaho har waqt myry
sath rahy
Ayk ahsan karo us ko mosalsal kar do
Mujh pa cha jao kisi aag ki sorat
jana
Aor myree zat ko sokha howa jangal
kar do
Wasi Shah
romantic poetry:
Us ki aankhon main mohabat ka sitara
hoga
Ayk din aay ga wo shakhs hamara hoga
Tom jahan myry lia sypian chonti
hogi
Wo kisi aor hi dunya ka kanara hoga
Zindgi ab k myra nam na shamil karna
Gar ya tay hay k yahi khyl dobara
hoga
Jis k hony say myree sans chala
karti thi
Kis tarah is k baghyr apna gozara
hoga
Ya achanak jo ujala sa howa jata hay
Dil nay chup k say tyra nam pokara
hoga
Ishq karna hay to din rat usy sochna
hay
Aor kuch zahin main aya to khasara
hoga
Ya jo pani main chala aya sonhari sa
ghoror
Us nay darya main kahin pani utara
hoga
Kon rota hay yahan rat k sanaton
main
Myry jaysa hi koi hijr ka mara hoga
Mujh ko maloom hay jonhi main qadam
rakhon ga
Zindgi tyra koi aor kinara hoga
Jo myree roh main badal say garajty
hain wasi
Us nay seeny main koi dard utara
hoga
Kam mushkil hay magar jeet hi long a
us ko
Myry mola ka wasi jonhi ishara hoga
Wasi shah sad poetry:
Tyry firaq ky lamhy shomar karty hoy
Bikhar chaly hain tyra intizar karty
hoy
To main khosh hon koi us say ja k
kah dyna
Agar wo khosh hay mujhy byqrar karty
hoy
Tomhain khabar hi nahin hayk koi
toot gia
Mohabaton ko bahut pyadar karty hoy
Main moskorata howa aaeeny main
ubhron ga
Wo ro pary gi achanak singhar karty
hoy
Mujhy khabar thi k ab lot kar na
aaon ga
So tujh ko yad kia dil pa war karty
hoy
Wo kah rahi thi k somandar nahin
aankhin hain
Main un main doob gia aitbar karty
hoy
Bhanwar jo mujh main pary hain wo
main hi janta hon
Tumhary hijar k darya ko parkty hoy
Wasi shah poetry in urdu 2 line:
Bandh lain hath pa seeny pa saja
lain tum ko
Gee main aata hay k taveez bana lain
tum ko
Phir tumhin roz sanwarin tumhin
barhta dykhin
Keon na aangan main chanbyli sa laga
lain tum ko
Jaysy badlon main koi phol chona karta hay
Ghar k goldan main pholon sa saja
lain tum ko
Kia ajab khawahish uthti hay hmary dil main
Kar ka mona sa hawa main uchalin tum
ko
Is qadar toot k hamin tum pa pyar aata hay
Apni bahon main bharin mar hi dalin
tom ko
Kabhi khabon ki tarah aankh k pardy main raho
Kabhi khahish ki tarah dil main bola
lain tum ko
Hay tumhary lia aysee aqeedat dil main
Apny hathon main duaon sa utha lain
tom ko
Jan dyny ki ijazat bhi nahin dyty ho
Warna mar jain abhi mar ka mana lain
tum ko
Jis tarah rat k seeny main hay mahtab ka nor
Apny tareek makanon main saja lain
tom ko
Ab to ayk hi khahish hay kisi mor par tom
Hum ko bikhry hoy mil jao sambhalin tom
ko
Wasi shah poetry and about Wasi Shah: |
Wasi Shah poetry in urdu:
Hazaron dokh parin sahna mohabat mar
nahi sakti
Hay bus tom say yahi kahna mohabbat
mar nahin sakti
Tyra har bar mry khat ko parhna aor
ro dyna
Myra har bar likh dyna mohabbat mar
nahi sakti
Kia tha hum nay kamps ki nadi par ak
haseen wada
Bhaly hum ko pary marna mohabat mar
nahin sakti
Jahan main jab talak panchi chahikti
urty phirty hain
Hay jab tak phool ka khilna mohabbat
mar nahin sakti
Porany ahid ko jub zinda karnyka
khyal aay
Mojhy bus itna likh dyna mohabat mar
nahin sakti
Wo tyra hijr ki shab phon rakhny say
zara pahly
Bahut roty hoy kahna mohabat mar
nahin sakti
Agar hum hasraton ki qabar main hi
dafn ho jain
To ya qutbon pa likh dyna mohabat
mar nahin sakti
Porany rabton ko phir nay wadon ki
khahish hay
Zara ik bar to kahna mohabat mar
nahi sakti
Gay lamhat forsat k kahan say dhond
k laon
Wo pahron hath par likhna mohabat
mar nahin sakti
1 Comments
سوچتے ہیں تم کو وضو کر کے
ReplyDeleteیوں تیرا احترام کرتے ہیں