google.com, pub-2607375308869963, DIRECT, f08c47fec0942fa0 Imam Hussain Quotes :

Header Ads Widget

Responsive Advertisement

Imam Hussain Quotes :

 Imam Hussain Quotes /Quotes in urdu :

Imam Hussain Quotes /Quotes in urdu :
kon bholy ga wo sajda hussin ka 
khanjron taly bhi sar jhoka tha hussain ka
mit gaee nasly yazeed karbala ki khak main
qayamat tak rahy ga sara zamana hussain ka
Imam Hussain Quotes:

Imam Hussain Quotes /Quotes in urdu :
ishq bas do bar howa hay
ishq allah nay kia dunya bana dee
ishq hussain nay kia sari kainat lota dee
Imam Hussain Quotes /Quotes in urdu :

insaan ko bydar to ho lynay do
har qom pokary gee hamary hain
hussain
Imam Hussain Quotes /Quotes in urdu :
hazar sajdy zameeny haram pa hon lykin
hasily roh ibadat nahin to kuch bhi nahin
bata dia hay nabi pak k taweel sajdy nay
hussain tujh say mohabbat nahin to kuch bhi nahin
Imam Hussain Quotes /Quotes in urdu :
momin wo nahin jis ki mahfil pak ho 
momin wo hay jis ki tanhai pak ho 
Imam hussain alyhysalam 
Imam Hussain Quotes /Quotes in urdu :
agar aaj hamri soch azad hay to
ya sub shohday karbala ka sadqa hay

Imam Hussain Quotes /Quotes in urdu :
Imam Hussain quote: 
logon nay shaytan ki ataat ko lazmi qarar
dy kar rahman ki ro gardani ki 

Imam Hussain Quotes /Quotes in urdu :
kabhi bhi haq    bat kahny say mat ghabarana 
keon k khoda k siwa na to koi zindagi kam kar sakta hay 
aor na hi koi rizq rok sakta hay
Imam Hussain Quotes /Quotes in urdu :

Hazrat Imam Hussain said :
jis nay hamary gamon ko yad kia 
aor hamary sath hony waly wqiat par roya 
qayamat k din hamary maqam pa hamay sath hoga

Imam Hussain Quotes /Quotes in urdu :
Aghzay karbala ka ya zolm kysa sangeen ho gia 
kofa moslim k khon say rangeen ho gia 
Imam Hussain Quotes /Quotes in urdu :
Hazrat Imam Hussain Quotes:
donya ka ghar abad karny k lia 
Akhirat ka ghar barbad karna 
aqal mandi nahin awo aisa karny wala kabhi sakoon nahin pa sakta 
Imam Hussain Quotes /Quotes in urdu :
jab tomhain yaqeen hay k khoda tomhary sath ha
to phir koi farq nahin parta 
k kon kon tomharymohalif hain 
Hazrat Imam Hussin Quote.

Imam Hussain Quotes /Quotes in urdu :
Jub tomhari zindagi main do aysy rasty ajain
k zalim tomhain gardan othany na day aor deen tomhin gardan jhokany 
na day to tysra rasta gardan ky katany ka rah jat a hay 
Imam Hussain Quote.

Post a Comment

0 Comments