google.com, pub-2607375308869963, DIRECT, f08c47fec0942fa0 50 Quotes about life in urdu

Header Ads Widget

Responsive Advertisement

50 Quotes about life in urdu

 Quotes about life in urdu:

Quotes about life in Urdu language quoting here lot of  

bests quotes ,these are from sir Allama Iqbal rahmatullah

and some of other sources .




Quotes about life in urdu
Quotes about life in urdu 

Alm  ki jostajoo jis rang main bhi ki jay
ibadat ki ayk shakal hay
sir Allama Iqbal Rahmatullah

Quotes about life in urdu
Quotes about life in urdu 

ayk sochny waly zinda insan k khayalat 
main tabdeli aati rahti hay
nahin aati to pathron main 
Allama iqbal 

Quotes about life in urdu
Quotes about life in urdu 
ata kar mujh ko aysa sajda 
jo kar dy wajd tari aasmanon main



Quotes about life in urdu
Quotes about life in urdu 

       Fiqry maeeshat roh ki qatil hay

Quotes about life in urdu

agar zindagi main khosh rahna hay to ya bat
achy say jan lo k tomhary rony
say kisi ko koi farq nahin parta
Quotes about life in urdu
Quotes about life in urdu
sabar say allah ki rahmat ka antizar karo
yad rakho jo cheez tomhary lia hay
wo sirf tomhary hi lia hay
bas thori dayr say aana 
kisi hikmat ki hi waja say hota hay
aor os ki hikmat by shak tomhari ,hamari 
samajh say bahir hay

Quotes about life in urdu
Quotes about life in urdu
jo aap ki khamoshi ko na samajh pay
wo aap k lafzon ko bhi nahin samjhy ga 

Quotes about life in urdu
Quotes about life in urdu

waqt ayk kham masaly ki mannad hay
aap jo chahin is say bana sakty hain
faisla aap ka hay k aap nay khod ko
banana kia hay

Quotes about life in urdu
Quotes about life in urdu
rozo shab k myly main
ghaflaton k mary log shayad yahi
samajhty hain hum nay jis ko dafna dia
bas isi ko marna tha

Quotes about life in urdu
Quotes about life in urdu


sab say khatarnak narazgi wo hoti hay
jis par aap kabhi as shakhs par jataty nahin 
k aap is say naraz hain awr dil hi dil main rakhty hain
yahan tak k wo khot rishton k totny ka bais ban jata hay
Quotes about life in urdu
Quotes about life in urdu

jub dunya tomhain girany jhokany 
main masroof ho to aap k lia 
bahtreen amal sajdah hay


Quotes about life in urdu
Quotes about life in urdu

Agar do logon main kabhi larai na ho
to samajh jao rishta dil say nahin 
damagh say nibhya ja raha hay
Quotes about life in urdu
Quotes about life in urdu

Mofadat :
Aaj kal mofadat bataty hain 
k tomhain kitni dyr kisi say
akhlaq say paish ana hay

Quotes about life in urdu
Quotes about life in urdu

kuch baton ka jawab khamosh hoti
hay
khamoshi bahut khobsorat aozar hay

Quotes about life in urdu
Quotes about life in urdu

Apny kirdar pa dal k parda iqbal
har shaksh kah raha hay
zamana kharab hy
Quotes about life in urdu
Quotes about life in urdu

apny watan say mohabat karny wali awr watan k
lia qurbani dyny wali qomin tareekh k safhat main
hamaisha ezat w waqar pati hain



Quotes about life in urdu
Quotes about life in urdu

kainat main koi kisi ka itni shidat say antizar nahin karta 
jitna allah apny bandy ki toba ka antizar karta hay


Ayk khobsorat dil hazar khobsorat chahron say bahtar hota 
hay is lia zindgi main dilon ko dykho na k
chahron ko 




zilat ki ayk ghari ko zamany bhar ki izatin bhi 
nahin lota saktin





              sath to zindagi bhi chor jati hay 
to phir apno say zamany say insano say kysa gila 


zindagi ka falsafa bhi kitana ajeeb hay
shamin katti nahin sal beet jaty hain

Hazrat Ali Raziullah said :
jisy taqdeer par yaqeen hota hay
wo apny oper any wali moseebton say nahin ghabrata



Faslon ki itni ahmiat hay k insanon say door kar dyty hain
magar achy achy log hamisha dilon main rahty hain waja hoti hay
inka ikhlaq mohabat kardar aor un k alfaz ki mithas 

Hazrat ali said:
jab aankhin nafs ki pasandeeda cheezin dykhny lagin
to dil anjam say andha ho jata hay 


allah jub kisi ki madad karna chahta hay
to la maloom say usy sabab bana dyta hay aor 
na hona bhi ho jata hay
Hamaisha waqt ki qadar karo
zindagi to badal jati hay magar waqt nahin badalta 


ay allah hum tujh say deeno dunya aor apny ahlo mal main fazal aor afiat 
ka sawal karty hain aameen

Byshaq mushqil waqt bata kar nahin aata 
magar seekha aor samjha kar bahut kuch jata hay

achi bat 
agar tom haro gay nahin to kabhi bhi jeet ka maza nahin ly sakty


insan marta nahin mar dia jata 
lafzon lahjon aor rawayon say

solah k waqt porani batin mat dohrao 
warna solha ki bajay jang ka monh dykho gay












Post a Comment

0 Comments