Allama Iqbal Quotes and Allama Iqbal Poetry in urdu :
We are offering a huge collection of "Allama Iqbal poetry best collection"
After many day working on this article which is related to
Allama Iqbal Quotes in urdu” “Allama Iqbal poetry in urdu text”
“Allma Iqbal best poetry” “Poetry Allama Iqbal”.
We will offer also difficult line translation that users can understand
Poetry of allama Iqbal Rahmatullah .
dawa ki talash main raha
doaa ko chor kar
main chal na saka dunya main
khataon ko chor kar
hairan hon main
apni hasraton pa iqbal
har cheez khoda say mang lee
magar khoda ko chor ka r
Hayrat hay k taleem o taraqi main hay peechy
jis qom ka aghaz hi iqra say howa howa tha
Na rakh omeedy wafa kisi parindy say iqbal
jb par nikal aaty hain to apna ashyana
bhol jaty hain
Bat sajdon ki nahin
khlos ki hoti hay iqbal
har mykhany main sharabi aor
har masjid main namazi nahin hota
allama iqbal rahmatullah
koi iabadat ki chah main roya
koi ibadat ki rah main roya
ajeeb hay ya mohabbat ka silsala iqbal
koi qaza kar k roya
koi ada kar k roya
likhna nahin aata to parha kar
ho jay gi tyree moshkil aasan parha kar
parhny k lia agar tujhy kuch na mily
chahron pa likhy dard k aonwan parha kar
laraib tiree roh ko taskeen mily gee
to qarb k lamhat main quran parha kar
ajay ga tujhy iqbal jeeny qareena
to sarwary qonain k farman parha kar
manzil say aagy barh kar manzil talash kar
mil jay tojh ko darya to samandar talash kar
har sheeshaha toot jata hay pathar ki chot say
pathar hi toot jay wo sheesha talash kar
sajdon say tyry kia howa sadyan gozar gain
dunya badal day wo sajda talash kar
Aqlo Dil
Aqal nay ayk din yah dal say kaha
bholy bhatky ki rahnoma hon main
hon zameen par gozar falak par mara
dykh to kis qadar rsa hon main
kam dunya main rahbari hay mira
misly khizar khjata pa hon main
hon mofasar kitab hasti ki
mozhar shany kibria haon main
bond ik khon ki hay to lykin
gyrt lal by baha hon main
dil nay son kar kaha ya sub sach hay
par mujhy bhi to dykh kia hon main
raz hasti ko tw samajhti hay
aor aankhon say dykhta hon main
hay tojhy wasta mazahir say
aor batin say aashna hon main
shama to mahfily sadaqat ki
hosn ki bazm ka dia hon main
to zaman w makan say rishta bapa
taary sidrah aashna hon main
kis bloandi py hay makam mira
arsh raby jalil ka hon main
(Best poem Allama Iqbal Rahmatullah)
کوئی عروج دے نہ زوال دے
مجھے صرف اتنا کمال دے
مجھے اپنی راہ میں ڈال دے
کہ زمانہ میری مثال دے
Koi orooj dy na ziwal dy
Mujhy sirf atna kamal dy
Mujhy apni rah main dal dy
K zamana myree misal dy
تیری رحمتوں کا نزول ہو
مجھے محنتوں کا صلہ ملے
مجھے مال و زر کی ہوس نہیں
مجھے بس تو رزق ہلال دے
Tyree rahmaton ka nazol ho
Mojhy mahnaton ka sila mily
Mujhy malo zar ki hawas nahin
Mujhy bas to razqy halal day
میرے زہن میں تیری فکر ہو
میری سانس میں تیرا ذکر ہو
تیرا خوف میری نجات ہو
سبھی خوف دل سے نکال دے
Myry zahin main tyree fikr ho
Myree sans main tyra zikr ho
Tyra khof myree nijat ho
Sabhi khof dil say nikal day
تیری بارگاہ میں اے خدا
میری روزو شب ہے یہی دعا
تو رحیم تو کریم ہے
مجھے مشکلوں سے نکال دے
Tyree bargah main ay Khoda
Myree rozo shab hay yahi doaa
To raheem hay to kareem hay
Mujhy moshklon say nikal dy
janwano ko myree aaho sahar dy phir in shaheen b achon ko bal w par dy
khodaya aarzo myree myree yahee hay
myra noor baseerat aam kar dy
Kon ya kahta hay khoda nazar nahin aata wohi to nazar aata hay jub kuch nazar nahin aata
allah tala ka khof ayman ki daleel hay aor bus gyrullah ka khof chopa howa shirk hay bus
Allama Iqbal
Kary sawar ont pa apny ghulam ko pydal khod chaly jo wo aaqa talash kar
Nishany rah dikhaty thy jo sitaron ko
tars gay hain kisi mard rah rawan k lia
Dil khoda ka hona lazim hay iqbal
sajdon main pary rahny say jannat nahin milti
ilm main bhi saroor hay lykin
ya wo jannat hay jis main hor nahin
Parindon ki dunya ka drawaish hon main
k shahin banata nahin ashyana
Sach kahon to mujhy ya onwan bora lagta
Zolm sahta howa mosalman bora lagta ha y
Kis qadar ho gai masroof yah dunya apni
Ayk din thahry to mahman bora lagta hay
In ki khidmat main to bahut dor ki batin hain hayan
Borhy man bap ka farman bora lagta hay
Myry allah hamari qom ko zilat say nikal
Itni zilat main to mosalman bora lagta hay
0 Comments