google.com, pub-2607375308869963, DIRECT, f08c47fec0942fa0 2 line Urdu Poetry, Shayari latest 2022

Header Ads Widget

Responsive Advertisement

2 line Urdu Poetry, Shayari latest 2022

   2 line Urdu Poetry, Shayari latest 2022

“2 line urdu poetry” offer our blog for frinds which is very

Best collection. Images edited deligently ,we hope friends

Will like it .

main isi lia aaj tak dil ki bat na kah saka faraz

k wo by khabar kahin moskora k tal na day



baharon k bharosy ya chaman apna lota bythy
ya hoi khata hum say tom say dil laga bythy

 


tasweer tyree dykh k chain aay kis tarah
dil chahta hay shoki goftar bhi ho 
ahmad faraz 

 


tyree ankhon main jhlakta howa pyghamy wafa faraz
sochta hon ih kahin khawab paryshan to nahin

 


momkin nahin ya tyree aankh tyree deed ko tarsy faraz
har rang main dykhon tojhy deewar w dar say

 


Razy dil lakh chopaty hain wo hum say lykin
dil ka har aqs an aankhon sy ayan hota hay

 


dolat dard ko dunya say chopa kar rakhna faraz
Ankh main bond na ho dil main samandar rakhna 

 


Har hosn sadah loh na dil mian utar saka faraz
koch to mazajy yar main gahraee thee

 

Hota hay myry dard ka har roop anokha 

aati hay tyree yaad bary bhys badal kar 


apny aangan main bhi otry chand ki koi kiran

rat bhar dil ka dareecha khol ka bythy rahy


keon udas bythy ho is tarah andhyry main faraz
dokh to kam nahin hoty roshni bojhany say


mojh ko bhi tyree odasi wyran see lagi faraz
to bhi ay shahry jodai myry qabil thara


hamary door rahny ka sabab ayk ya bhi hy faraz
sona hay roz milny walon ko wo wo yad nahin karta 


myry halat ko dykh kar wo mohabbat say moqar gia to kia howa

dobti kashti ko to malah bhi chor dia karty hain
  


myry doston say myry doshman bahtar hain faraz
jo myry aany ki khabar aor jany ka pata rakhty hain


somandar main fana hona to qismat ki bat hay faraz
jo marty hain kanaron pa mujhy dokh un ka hota hay

Post a Comment

0 Comments