google.com, pub-2607375308869963, DIRECT, f08c47fec0942fa0 Sad Urdu poetry best collection 2022 latest

Header Ads Widget

Responsive Advertisement

Sad Urdu poetry best collection 2022 latest

We are providing here” sad Urdu poetry” from Ahmad Faraz poet

The best collection which is very deep and full with expression

Of sadness.

Aaj toot kar oski yad aaee to ahsas howa faraz

Otar jain dil main to bholay nahin jaty

Sad Urdu poetry best collection 2022 latest
 Sad Urdu poetry best collection 2022 latest

Kysy ajeeb log hain tyry shahir main faraz

Shoq malomat to rakhty hain magar bat nahin karty

Sad Urdu poetry best collection 2022 latest
 Sad Urdu poetry best collection 2022 latest

Kash main tyree aankh main pani ban jaon faraz

Aor to kabhi na roy kabhi mujhy khony k dar say

Sad Urdu poetry best collection 2022 latest
 Sad Urdu poetry best collection 2022 latest

Har ayk zindagi ka ayk hi maqsad hay faraz

Khod bhaly ho by wafa lykin tlash wafa ki karty hain

Sad Urdu poetry best collection 2022 latest
 Sad Urdu poetry best collection 2022 latest

Apni haar main kitna skon tha faraz

Os shakhs nay jub galy lagaya jeetny k bad

Sad Urdu poetry best collection 2022 latest
 Sad Urdu poetry best collection 2022 latest

Har shab wo myry khawabon main chala aata hay faraz

Khawahish hay jis say mujhy haqeeqat main milny ki

Sad Urdu poetry best collection 2022 latest
 Sad Urdu poetry best collection 2022 latest

Ab bhi baqi hay myry dil main thora sa khlos

Is say pahly bhi hamin yahee dokha tha

Sad Urdu poetry best collection 2022 latest
 Sad Urdu poetry best collection 2022 latest

Har mor pa milta hay hamdard naya

Myry shahir main hain fankar bahut

Sad Urdu poetry best collection 2022 latest
 Sad Urdu poetry best collection 2022 latest

Achy hoty hain bory log

Achy hony ka dikhawa nahin karty

Sad Urdu poetry best collection 2022 latest
 Sad Urdu poetry best collection 2022 latest

Ya rahzanon ki basti hay chaly chalo

Dara hon aysa k mor kar na rasta dykhon

Kabhi pathar say bhi takraya to kharash tak na aai

Kabhi ik bat say hi insan toot k bikhar jaty hain

Hal dil to khol choka is shahir main har shakhs par

Han magar is shahir main ik by khabar bhi dykha hay

Har bat pa ranjishin har bat pa hisab

Goya main nay ishq nahin nokri kar li

Zahir main jo karta hay bary pyar ki batin

Andar say wohi shakhs hamara nahin hota

Pochty hain kia howa hay dil ko

Hossn walon ki sadgi nahin gaee

Youn na parhia kahin kahin say hamin

Hum bhi insane hain koi kitab nahin

Post a Comment

0 Comments