Mirza Ghalib poetry ,Best collection Ghalib by zeena .
Dahir main naqshy wafa ,wajhy tasalee na howa
Hay wo ya lafz k ,Sharminday mani na howa
Sabzay khat khat say tyra ka kol sarkash na daba
Ya zamord bhi ,Hareefy dam ofi na howa
Mainy chaha k ando wafa say chootoon
Wo sitamgar myry marny pa razi na howa
Dil gozar gahy khayaly may ow saghir hi sahi
Gar nafs jadah sar manzil taqwa na howa
Hon tyry wadah na karny main bhi razi k kabhi
Gosh minat kash golbang tasalee na howa
Kis say mahroomi qismat ki shakayat kijay
Hum nay chaha tha k mar jain ,so wo bhi na howa
Mar gia sadmay yak jombish lub say ghalib
Na tawani say hareef ,dam eisa na howa
Bas k doshwar hay har kam ka aasan hona
Admi ko bhi moyassar nahin ,insan hona
Gar ya chaha hay kharabi,myry kashany ki
Daro dywar say tapky hay,bayan ban hona
Way deewangee shoq k har dam mujh ko
Ap jana odhar aor ap hi hyran hona
Jalwa iz bas k,taqazay naga karta
Johar ayna bhi chahy,hay masgan hona
Ishrat qatal k ihly tamana mat poch
Eid nazara hay shamsheer ka oryan hona
Lay gay khak main hum ,daghy tamanay nishat
To ho aor aap ba sad rang gulistan hona
Ishrat paray dil ,zakhmy tamana khana
Lazat raish jigar ,gharq namakdan hona
Ki myry qatal k bad us nay jafa say toba
Hay us zod pashyman ka pa pashyman hona
Haif is charah garah kapry ki qismat ghalib
Jis ki qismat main ho ashiq ka garyban hona
0 Comments