google.com, pub-2607375308869963, DIRECT, f08c47fec0942fa0 Best Quotes in urdu from Nahjul Balagah book(Hazrat Ali )

Header Ads Widget

Responsive Advertisement

Best Quotes in urdu from Nahjul Balagah book(Hazrat Ali )

 Best Quotes in Urdu from Nahjul Balagah book(Hazrat Ali )

Best Quotes in Urdu offering here for a friend

That is diligently selected and typed and edited 

By us,we hope friends will like these Hazrat Ali Quotes 

Which are life-changers.




Babarkat hay wo Allah k jis ki zat tak
boland parwaz himaton ki rasai nahin
aor na aqlo w fahim ki qowatin usy pa sakti hain
wo aysa awal hay k jis k lia na koi noqta ibtada hay
k wo mahdood ho jay 
awr na koi is ka aakhir hay k wahan pahuch kar khatam ho jay




Hazrat ali Said :
Jo shakhs allah tala ko apni omeedon k jay panah 
thahrata hay 
Allah tala os k deen aor dunya k sub kam pory farma 
dyta hay

Hazrat Ali said :
Jisy taqdeer par yaqeen hota hay wo apny 
aopar nazil hony wali moseebton say nahin ghabrata

                                 
                                  Hazrat Ali said :
                                 tom janat na mango balky tom dunya main aysy kam karo
                                  k jannat tom ko mangy 


                      Khotba 15
adal k taqazon ko pora karny main wosat hay
aor jisy adal ki sorat main tangi mahsoos ho
osy zolm ki sorat main  aor zyadah tangi mahsoos hogi
Hazrat ali Nahjol balagha 



Hazrat Ali said :
Jab jan lia to amal karo 
jab yaqeen pada hogia to aagy barho


Dosron k jin kamo ko tom bora samajhty ho
in say apna daman bacha k rakho


Farman Hazrat Ali:
aysonny waly shokar ziadah aor jald bazi kam kar 
aor jo tyree rozi ki had hay os par tharah rah 









Post a Comment

0 Comments