What is Urdu poetry& categories of poetry:
“Urdu poetry” is basically an expression, The emotions that a person feels In different periods, in different situations, Through which he passes.
These are the emotions of depression, the happiness of love, and
separation.
Different poets give it a color with their expressions, It is called
poetry. And we Bloggers selectively provide it for you, In which “sad poetry”, “love poetry”, “ 2 line
poetry” and various types of poetries.
Sad poetry in urdu text:
Hamary bus main agar apny faisly hoty
To hum kabhi k gharon ko lot gay
hoty
Qareeb rah k solagny say kitna bahtar tha
Kisi maqam pa hum tum bichar gay hoty
Kabhi to rait ko hum motheeyon main bhar lyty
Kabhi hawaon say apny moqalmy hoty
Hamary nam par koi charagh to jalta
Kisi zoban par hamary bhi tazkary
hoty
Hum apne koi alag rasta bana lyty
Hamary dil nay agar hosly kia hoty
Love poetry in Urdu:
Khod say door na kijia mar jaon gi hazor
Main mojrim hon pas rakh kar saza dijia mujhy
Kahin tom bhi na ban jana mazmoon kisi kitab ka
Log bary shoq say parhty hain kahanian by wafaon ki
Kitna ajeeb hay un ka andazy mohabbat
Roz rola k kahty hain k apna khayal rakhna
Badal jati hay zindagi ki sachai us waqt
Jub koi tumhara tumhary samny tumhara nahin rahta
Badal to bahut hain magar is shahir main hum nay
Aankhon ka sawa kuch bhi barasty nahin dykha
Fiqr to tyre aaj bhi karty hain
Bus zikr karny ka haq ab nahin raha
Kisi ko apny amal ka hisab kia dyty
Sawal sary ghalat thy jawab kia dyty
Lota k sari zindagi manzily ishq main
Main hans para hon khod ko nakam dykh kar
Hijr ka ahtram to dykho ,
Myry aanso Qataar main utry
Tamam omr ki awargi pa bhari hay
Wo ayk shab jo tyre yad main guzari hay
Qorban keon na jaon us hakeem par
Noskhy main jis nay aap ka dydar likh dia
Kitni masoom khahish hay is dewani larki ki
Chahti hay mohabat bhi kary awo khosh bhi rahy
Tojh pa khol jati hay myre roh ki tanhai bhi
Myree aankhon main kabhi jhank k dykha hota
Main jazb kar lon sari thakawatin tyree
To ayk bar myry bazon main aa to sahi
2 lines poetry in Urdu :
Palat kar phir kabhi us nay pokara hi nahi
Wo jis ki yad say dil ko kinara hi nahi
What is urdu poetry& categories poetries: |
Mohabbat khyl aysa to nahin lot jain
K is main jeet bhi hogi khasara hi nahin
What is urdu poetry& categories poetries: What is urdu poetry& categories poetries: |
Kabhi wo jognoaon ko mothyon main qaid karna
Magar ab to hamain ya sub gawara
hi nahin
Ab is k khaalo khad ka zikr kia karty kisi say
K hum par aaj tak wo aashkara hi nahin
Ya khhish thi k hum kuch door tak to sath chalty
Sataron ka koi magar ishara hi
nahin
Bahut say zakhm khay dil nay aakhir tay kia hay
Tomhary shahir main apna gozara hi nahin
0 Comments