google.com, pub-2607375308869963, DIRECT, f08c47fec0942fa0 Parveen Shakir best poetry ,shayri amazing collection .

Header Ads Widget

Responsive Advertisement

Parveen Shakir best poetry ,shayri amazing collection .

  •  Parveen Shakir best poetry,shayri amazing collection.
  • Friends a few lines selected for you, from kafay aina book Parveen Shakir.
  • "Parveen Shakir's best poetry" is always best, her lines are 
  • very meaningful and deep.


  • Bahut roya wo ham ko yad kar k
  • hamari zindgi barbard kar k
  • palat kar phir barbad kar k
  • wo dykhy to hamain yad kar k


  • RAhaee ki sorat nahin hay magar
  • magar han minaty sayad kar k
  • badan myra chowa tha os nay lykin
  • gia hay roh ko abad kar k
  • har aamir tool dyna chahta hay
  • moqarar zolm ki meead kar k



  • Waqt rokhsat aagia dil phir bhi ghabraya nahin
  • osko hum kia khoin gay jis ko kabhi paya nahin
  • zindgi jitni bhi hay ab mostaqil sahra main hay
  • aor is sahra main tyra dor tak saya nahin


  • Myree qismat main faqat dard tah sagir hay
  • awal shab jam myree samat wo laya nahin
  • tyree aankhon ka bhi kuch halka golabi rang tha
  • zahin nay myry bhi ab k dil ko samjhaya nahin 
  • kan bhi khali hain awr donon hath bhi
  • ab k fasly gol nay mojh ko phol pahnaya hai nahin

  • solag raha hay myra shahir ,jal rahi hay hawa
  • ya kysy aag hay jis main paghal rahi hay hawa
  • ya kon bagh main khanjar badast phirta hay
  • ya kis k khof sa chahrah badal rahi hay hawa 



  • shareek ho gai sazish main kis k kahny pa 
  • ya kis k qatal pa ab hath mila rahi hay hawa
  • parindy sahmy howy hain darakht khof zadah 
  • ya kis arady say ghar say nikal rahi hay hawa

  • Lo charaghon ki jal jal shaby azafi rahi
  • roshni tyry chahry ki kafi rahi
  • apny anjaam tak aagaee zindgi 
  • ya kahani magar ikhtalafi rahi


Post a Comment

0 Comments